Zaroori Tha 2 Song Lyrics | Rahat Fateh Ali Khan

Home » Hindi Songs » Album Songs Lyrics » Zaroori Tha 2 Song Lyrics | Rahat Fateh Ali Khan

Zaroori Tha 2 Lyrics is the newest Hindi song sung by Rahat Fateh Ali Khan, featuring Vishal Pandey, Aliya Hamidi, and Vikas Singh.

Zaroori Tha 2 Song Lyrics

Zaroori Tha 2 Song Information

Song: Zaroori Tha 2
Singer: Rahat Fateh Ali Khan
Music: Kamran Akhtar
Lyrics: Mujtaba Ali
Year: 2024
Label: Gem Tunes

Zaroori Tha 2 Song Lyrics In English

Kya ye lazim tha,
Har ik roj tadapte jaana,
Hijar ki aag mein,
Jal jal ke pinghalte jaana.
Main to anjaan tha,
Tumne hi sikhaya hai,
Mujhe waqt ke saath hai,
Kaise badalte jaana.
Teri bebaak nazro se,
Uljhna bhi zaroori tha,
Zaroori thi mohabbat to,
Samjhna bhi zaroori tha.
Kya hota ek manjil ke,
Musafir sath hi rehte,
Tha rehna zakham tera jo,
Wo bharna bhi zaroori tha.
Teri bebaak nazro se,
Uljhna bhi zaruri tha.
Abhi to sath chalne me,
Sukoon tum se mila hi tha,
Manane ki jo rasme thi,
Hai baaki ruthna bhi tha.
Shikayat tumko thi mujhse,
To mujhse hi gila karte,
Jo aansu behna chahte ho,
Nahi unko kiya karte.
Batao kya ye lazim tha,
Tadapte chhod kar jaana,
Sile me inn wafao ke,
Tadapna bhi jaroori tha.
Teri bebaak nazro se,
Uljhna bhi zaruri tha.
Jahan milte the hum dono,
Waha jakar bahut roya,
Jise khone se darta tha,
Wo aakhir maine hai khoya.
Teri tasveer dekhu to,
Nahi aata yakin mujhko,
Magar do rukh hai is tasveer ke,
Ab hai yakin mujhko.
Kaha tu mujhme mausam sa,
Yahan aaya kha badla,
Mujhe tumne ye sikhlaya,
Badlna bhi zaroori tha.
Zaroori thi mohabbat toh,
Samjhna bhi zaroori tha,
Teri bebaak nazro se,
Uljhna bhi zaroori tha.

Zaroori Tha 2 Song Official Music Video