Main Hoon Hero Tera Song Information
Song: Main Hoon Hero Tera
Movie: Hero
Singer: Salman Khan
Music: Amaal Mallik
Lyrics: Rakesh Kumar
Year: 2015
Label: Eros Now
Main Hoon Hero Tera Song Lyrics In English
Aankhon ke panno pe,
Maine likha tha sau dafa
Lafzon mein jo ishq tha
Hua woh hothon se bayaan
Khud se naraaz hoon,
Kyun be-awaz hoon
Meri khamoshiyan hain sazaa
Dil hai yeh sochta, phir bhi nahi pata
Kis haq se kahoon bata
Ke main hoon hero tera,
Ke main hoon hero tera
Ke main hoon hero tera,
Ke main hoon hero tera
Teri wajah se hai mili,
Jeene ki sab khwaishein
Paa loon tere, dil mein jagah
Hain yeh meri koshishein
Main bas tera banoon,
Bin tere na rahoon
Maine toh maangi hai yeh dua
Dil hai yeh sochta
Phir bhi nahi pata
Kis haq se kahoon bata
Ke main hoon hero tera,
Ke main hoon hero tera
Ke main hoon hero tera,
Ke main hoon hero tera
Ke main hoon hero tera,
Ke main hoon hero tera
Ke main hoon hero tera,
Ke main hoon hero tera.
Main Hoon Hero Tera Song Lyrics In Hindi
आँखों के पन्नो पे
मैंने लिखा था सौ दफा
लफ़्ज़ों में जो इश्क़ था
हुआ वह होंठों से बयान
खुद से नाराज़ हूँ
क्यों बे-आवाज़ हूँ
मेरी खामोशियां हैं सज़ा
दिल है यह सोचता
किस हक़ से कहूं बता
के मैं हूं हीरो तेरा
के मैं हूं हीरो तेरा
के मैं हूं हीरो तेरा
के मैं हूं हीरो तेरा
तेरी वजह से ही मिली
जीने की सब ख्वाइशें
पा लूं तेरे
हैं यह मेरी कोशिशें
मैं बस तेरा बनूँ
बिन तेरे न रहूँ
मैंने तोह मांगी है यह दुआ
दिल है यह सोचता
फिर भी नहीं पता
किस हक़ से कहूं बता
के मैं हूं हीरो तेरा
के मैं हूं हीरो तेरा
के मैं हूं हीरो तेरा
के मैं हूं हीरो तेरा
के मैं हूं हीरो तेरा
के मैं हूं हीरो तेरा
के मैं हूं हीरो तेरा
के मैं हूं हीरो तेरा.